Ek baar ek aadmi bhagwan shiv ki bhakti karta hai.to kaafi dino baad bhagwan shiv uski bhakti se khush ho kar ussko wardaan maangne ke liye kehte hain.to wo aadmi kaafi der sochne ke baad bhagwan shiv se apne liye gitar maangta hai.par bhagwan shiv kehte hai vo gitar ki jagah kuch aur maangle.sona,chandi,paisa,kuch bui.par vo aadmi kaafi sochne ke baad phir gitar maangta hai.yeh dekh kar bhagawan shiv ko gussa aata hai aur vo use ek khinch kar chanta(thaparr)maarte hai.jab vo aadmi bhagwan se poochta hai ki aapne mujhe kyon maara to bhagwan shiv kehte hain abe idiod agar mere paas gitar hota to kya main itne saalo se damroo bajata.
|
|